Saturday, 1 June 2013

❤Ishq-E-Junoon❤

❤Chahe na Chahe Hum Tumho Jaana ye Pyaar hai

Hathon se Judaa hain
Hath Magaar ye
Haar Lamha Lakiron
Se hai Jude

Na ye Tujhko Pata
Na Mujhko pata
Hain Junoon mein bas uss Rab ki Raza

Ishq-e Junoon Baadle Taqderon ke Faisle
Ek din Badal dega ye Dilon ke bhi Fassle.

Ishq-e Junoon Apne sarr pe Sawaar hai,
Chahe na Chahe Hum Tumho Jaana ye Pyaar hai❤



No comments:

Post a Comment